Friday, 17 August 2012

Halwa..woh bhi Lauki ka!

Humare yahaan mehmano ko hamesha kuch meetha khilaya jaata hai. Lauki toh zyada tar ghar pe hota hi hai,  aur sehat ke liye bhi accha hota hai, is liye iski barfi hume acchi lagti hai.

Waise aap chaho toh, halwa ke tarah bhi kha sakte ho

Ingredients/ Banane ka saaman:

  • Lauki gol wali/ Bottle gourd, round in shape - 1/2 kg
  • Khoya/ dried milk - 100gms
  • Kishmish/ Raisins - 4-5 nos
  • Elaichi/ Green Cardamom -  1 tbsp koot ke/ ground
  • Sugar - according to taste
  • Ghee - 2-3 tbsp
Process/ Banane ka tareeka:
  • Lauki ko peel karke, chota chota kaat lo.
  • In a little bit of ghee, cook the lauki to dry off the water





Add milk and cook till it dries up








Add the khoya, sugar, kishmish, and elaichi. Roast well.

    Aur iss tarah se bina kisi mehnat ke, ban gaya Lauki ka halwa!