From Amma's Kitchen
Friday, 2 November 2012
Khatte Meethe Vade!
›
Aise toh hume vade banane aate hi the, par meethe vade humne sasural mein banana seekha! Yeh vade hum nashte mein banaya karte hain zya...
2 comments:
Friday, 17 August 2012
Halwa..woh bhi Lauki ka!
›
Humare yahaan mehmano ko hamesha kuch meetha khilaya jaata hai. Lauki toh zyada tar ghar pe hota hi hai, aur sehat ke liye bhi accha hota ...
3 comments:
Tuesday, 17 July 2012
Besan ke Aloo!
›
Garmiyon mein jab sabzeeyon ki kami hoti thi, to hum besan ke aloo bana lete the kabhi kabhi. Thoda bhari hota hai par pasand aata hai sabk...
4 comments:
Thursday, 14 June 2012
Parwal ka banao bharta!
›
Bade asaani se aur kam samay mein ban jaata hai parwal bharta .Chahe roti, ya daal-chaawal ya fir khichdi! sabke saath accha hi lagta ...
3 comments:
Sunday, 29 April 2012
Cheuan Phaara aur Bapauhri!
›
Karva Chauth ka vrat todne ke baad jo khana khaya jaataa thha usmey cheuan aur phara zaroor shaamil hota thha. Aur yeh to bhaiya dooj p...
3 comments:
Tuesday, 17 April 2012
Poori Bakheer!
›
Poori Bakheer humare yahan zyadatar shubh afsar par zaroor banta hai. Its a must, generally in weddings especially after the day of the ...
5 comments:
Tuesday, 27 March 2012
Yeh lo jee Nimona!
›
Sardiyon ka mausam aur hamare ghar mein nimona na bane aisa ho hi nahi sakta! Bas khoob saare taaze matar manga lo aur bade asaani se bina ...
6 comments:
›
Home
View web version