Aise toh hume vade banane aate hi the, par meethe vade humne sasural mein banana seekha! Yeh vade hum nashte mein banaya karte hain zyadatar. Aur haan shaadiyon mein sasural waalon ko parosa jaata hai khaas kar.
Ingredients/Banane ka saaman:
- Urad ki daal : 250gms
- Heeng/ asafoetida : a pinch
- Jeera khada/ cumin seeds : 1/2tsp
- Laal mirch/ red mirch powder: 1tsp
- Haldi/ turmeric powder: 1tsp
- Methi daane/ fenugreek seeds: 1/2 tsp
- Chaawal ka aata/ rice four: thoda sa
- Aamchoor powder: 1/2 tsp
- Gud/Jaggery : 50gms
- Salt: as per taste
- Oil : for frying
Process/ Banane ka tareeka:
Khatte Vade:
Add heeng, jeera, laal mirch, haldi, namak and make a batter out of it- bahaut patla nahi hona chahiye
Fir thoda thoda haath mein leke, chapte chapte vade banao
Fir thoda thoda haath mein leke, chapte chapte vade banao
- In a kadhai, again heat some oil. Methi ka tadka lagao aur fir mix little bit of haldi in water and add it to the oil
- Jab pakta hai(once it starts boiling), then add the chaawal ka aata. Incase it is not available toh besan ka ghol bhi daal sakte ho
- Add namak and aamchoor
- Once the consistency thickens, add the vadas.
Meethe Vade:
- Aur inhi vadon ko meetha banane ke liye, aap last mein namak aur aamchoor ke saath, gud(jaggery) daal dijiye. Acche se pakne par, vade daal dijiye
Hume toh meethe vade kuch khaas pasand nahi hai, aap banake batana aapko kaisa laga!
Wow!Meethe vade...perfect timing.Diwali se pehle!
ReplyDeleteHappy Diwali Everyone!:)
आओगी तो मिलेंगे . खूब सारी बातें करेंगे . बहुत अच्छा लगेगा मिलके
ReplyDelete